Wednesday 25 September 2013

Ost Lyrics

Original Sound Track Full Lyrics Hum tujhay ek pal bhul na jaen, sotay hway b khyal tera hum na kabhi jo ankhain kholi, tujh hei ko dekha pehli dafa ek pyas hai ek dard hai bin tere na tere bina tere saath hei mera naam b aasmanon par hai likha aasmanon par hai likha aasmanon par hai likha Kya karun shikwa apnay khuda se, jo b hwa ha naseeb mera mere qadam toe pani par thay, janay main kaisay par laga hain durian majburian, bin tere na tera bina tere saath hei mera naam b aasmanon par hai likha aasmanon par hai likha aasmanon par hai likha Barish ki bondon main chaand ki hatheli main, dekha hai tum ko mere humnawa resham k dhagon na rishton ki dori na, chun lia tum ko humsafar mera ek pyas hai ek dard hai bin tere na tere bina tere saath hei mera naam b aasmanon par hai likha aasmanon par hai likha aasmanon par hai likha OST : Aasmanon Pay Likha Vocals: Adeeb Lyrics: Sabir Zafar Music Composer: Waqar Ali

No comments:

Post a Comment